Showing posts with label Entertainment. Show all posts
Showing posts with label Entertainment. Show all posts

Saturday, January 17, 2009

JUMBO MOVIE SONGS LYRICS



  • Songs Tittle: Jaya He Jaya He
  • Singer: Krishna
-----------------------------------
Janmbhumi Ke Saput Bolate Chale
Jaya He, Jaya He, Jaya He, Jaya He
Aaj Saari Bediyon Ko Kholate Chale
Jaya He, Jaya He, Jaya He, Jaya He… (2)

Iss Zamee Par Dushmano Ke Pair Hai Jamein
Ek Ek Pair Ko Uthaane Chal Diye
Pair Toh Kya Pairon Ke Nishaan Bhi Na Rahe
Dushmano Ka Har Nishaan Mitaane Chal Diye
Hoton Pe Yeh Naara Leke Dolate Chale
Jaya He, Jaya He, Jaya He, Jaya He… (2)

Ek Ek Baat Ka Hisaab Maangane
Chal Pade Sawaalon Ke Jawaab Maangane
Raha Aandhi Mushkilon Se Khelate Chale
Parwaton Ko Bhi Pare Dhakelate Chale
Shabd Shabd Woh Zubaan Kholate Chale
Jaya He, Jaya He, Jaya He, Jaya He… (3)

Janmbhumi Swarg Se Kahin Haseen Hai
Isaki Ek Ek Baat Behtareen Hai
Kho Gaya Hai Maan Jo Dilaane Chal Diye
Iski Wohi Shaan Phir Banaane Chal Diye
Saans Mein Bandhi Hawa Ko Kholate Chale
Jaya He, Jaya He, Jaya He, Jaya He... (4)
Janani Janmbhumishchya Swargaati Tapigyaniyasi
-----------------------------------
-----------------------------------
  • Songs Tittle: Dil Mera Hai Jumbo
  • Singer: Joi Barua
-----------------------------------
I like to introduce to you
AK JUMBO Orwal
Bring it in like this
U Can Chase the money n fame
Money cant buy you everything
Not gona take you so far
U got to have a DIL to be star
Welcome to the jungle babby
Rehta hoon yahan yo
MEre yaaro ke saath
I got a big heart
So if you waana party buddy
YOu just come on in yeah
Jama de rang yo
Dil Mera JUMBO
Oa O sing
Oa O yeah
Oa O O
Dil Mera JUMBO
Oa O sing
Oa O yeah
Yeh Dil yeh dil
Yeh Dil Mera hai JUMBO yaar
I got a big heart yeah
I got a big heart yeah
I got a JUMBO
I got a big heart Babby
J se hai jigar baby
U se ultra Cool yo
M se hai Mastana
B is for the best of friends
O is number one yeah
Yaaro ka yaar
DIl mera Jumbo
Oa O sing
Oa O yeah
Oa O O
Dil Mera JUMBO
Oa O sing
Oa O yeah
Yeh Dil yeh dil
Yeh Dil Mera hai JUMBO yaar
Dil Mera JUMBO
One time
Dil Mera JUMBO
Jumbo Ahh yeah
Yeah
Dil That ritz
Jo bhi mujhko dekhe kehte you comes extra large
Cos my i m big big guy
I got a big heart
Everybody be my buddy yahan aaj
N i can tell you why
Dil mera JuMBO
Oa O sing
Oa O yeah
Oa O O
Dil Mera JUMBO
Oa O sing
Oa O yeah
Yeh Dil yeh dil
Yeh Dil Mera JUMBO yaar
I got a big heart yeah
I got a big heart yeah
I got a JUMBO
I got a big heart Babby
Gucci ya Lebrata tht only thing i wear
Is just a big big smile
I got a big heart
Pyaar bhara dil jo mera i just wana share yeah
Love is my sound yo
Oa O sing
Oa O yeah
Oa O O
Dil Mera JUMBO
Oa O sing
Oa O yeah
Yeh Dil yeh dil
Yeh Dil Mera hai JUMBO
Oa O sing
Oa O yeah
Oa O O
Dil Mera JUMBO
Oa O sing
Oa O yeah
Yeh Dil yeh dil
Yeh Dil Mera hai JUMBO Yaar
-----------------------------------
-----------------------------------
  • Songs Tittle: Cayee Madhoshiyan
  • Singers: Sonu Nigan, Madhushree
-----------------------------------

Ha aHa aha
Haaa haaa haa
Chayee Madhosiyan
Dil Dhadkane laga hai
Pyaar ka silsila
Yeh kahan le chala hai
Lagti hai pyaari
Yeh bekarari
Janu Na
Ho ho ho
Apne hado se Guzrne laga hoon
Saason mein teri utarne laga hoon
Bhatakta tha pehle
Idhar se udhar mein
Magar ek jagah abb Teharne laga hoon
Lagti hai pyaari
Yeh bekarari
Janu Na
Chayee Madhosiyan
Dil Dhadkane laga hai
Pyaar ka silsila
Yeh kahan le chala hai
Lagti hai pyaari
Kyon bekarari
Janu Na
O ho ho
O O O
Saason mein saasein ulajhne lagi hai
Hoothon ki samnam behkne lagi
Khawish ka toofan machalne laga hai
Nazuk sa dil yeh pheghallne laga hai
Lagti hai pyaari
Yeh bekarari
Janu Na
Chayee Madhosiyan
Dil Dhadkane laga hai
Pyaar ka silsila
Yeh kahan le chala hai
Lagti hai pyaari
Kyon bekarari
Janu Na
O ho ho
O O O
Koi rasta ho
Koi reh guzar ho
Mohabbat jo teri
Meri Humsafar ho
Bahwar mein bhi haske
Utar jaunga mein
Mujhpe hamesha jo teri nazar ho
Lagti hai pyaari
Yeh bekarari
Janu Na
Chayee Madhosiyan
Dil Dhadkane laga hai
Pyaar ka silsila
Yeh kahan le chala hai
Lagti hai pyaari
Kyon bekarari
Janu Na
O ho ho
O O O

-----------------------------------
-----------------------------------
  • Songs Tittle: Everything Gonna Be Alright
  • Singer: Kunal Ganjawala
-----------------------------------
Introducing yeah
Take it out now
shutup too AK
Send in out a message
Send in out a message
Send in out a message to my people
This is got a message
This is got a message
This is got a message
This is got a message for my people
Jab tab dil mein faith
This world is a lovely place
Dil mein rakhna to fight
Everythings gona be allrite
Har pal woh hai tere saaath
Jab tak tu hai uske saath
TO hai darne ki kya baat
Everythings gona be allrite
Tu mera dil tu meri haan
ANd i just wana let you know
Everythings gona be allrite wow o
Everythings gona be allrite wow o
Jab tab hum side by side
Everythings gona be allrite
Everythings gona be allrite wow o
Everythings gona be allrite wow o
Jab tah tu hai mere side
Everythings gona be allrite
Send in out a message
Send in out a message
Send in out a message to my people
This is got a message
This is got a message
This is got a message
This is got a message for my people
Janu raaton ko jag
Taron ke peeche bhag
Dil mein le ke yeh baat
Everythings gona be allrite
Duniya mein acche log
Jo paida honge roj
TO dil mein kaisa bojh
Tu mera dil tu meri jaan
ANd i just wana let you know
Everythings gona be allrite wow o
Everythings gona be allrite wow o
Jab tab hum side by side wow o
Everythings gona be allrite
Everythings gona be allrite wow o
Everythings gona be allrite wow o
Jab tah tu hai mere side
Everythings gona be allrite

{RAP}

Jab tab dil mein faith
This world is a lovely place
Dil mein rakhna to fight
Everythings gona be allrite
Har pal woh hai tere saaath
Jab tak tu hai uske saath
TO hai darne ki kya baat
Everythings gona be allrite
Tu mera dil tu meri jaan
ANd i just wana let you know
Everythings gona be allrite wow o
Everythings gona be allrite wow o
Jab tab hum side by side wow o
Everythings gona be allrite
Everythings gona be allrite wow o
Everythings gona be allrite wow o
Jab tah tu hai mere side wow o
Everythings gona be allrite
Send in out a message
Send in out a message
Send in out a message to my people
This is got a message
This is got a message
This is got a message
This is got a message for my people

-----------------------------------
-----------------------------------
  • Songs Tittle: Badhe Chalo
  • Singer: Sukhvinder Singh
-----------------------------------
Apne Hisse Ki Saari Ladaaiyaan
O Apne Hisse Ki Saari Ladaaiyaan
O Apne Hisse Ki Saari Ladaaiyaan
Dheere Dheere Ladte Chalo
Badhte Chalo Badhte Chalo
Badhte Chalo Badhte Chalo
Badhte Chalo
Chalna Shuru Kiya To Aa Jayegi Manzil
Dheere Dheere Himmat Ye Dil Kar Lega Haasil
Uthna Girna Girna Uthna Hoga Barambar
Aise Hi To Kadam Seekhte Nayi Nayi Raftaar
Aanewaali Har Mushkil Ka Saamna
Ab Aanewaali Har Mushkil Ka Saamna
Aanewaali Har Mushkil Ka Saamna
Dheere Dheere Karte Chalo
Badhte Chalo Badhte Chalo
Badhte Chalo Badhte Chalo
Badhte Chalo Badhte Chalo
Badhte Chalo
Jiske Saath Chalta Hai Har Dum Koi Pyaar
Lehrein Uska Haath Pakad Karwati Sagar Paar
Jiske Saath Chalta Hai Har Dum Koi Pyaar
Lehrein Uska Haath Pakad Karwati Sagar Paar
Sab Kuchh Mumkin Hai Jab Tak Hai Dil Mein Koi Aas
Lamha Lamha Kat Jaayega Ho Koi Vanvaas
Zindagi Ki Ye Saari Padhaaiyaan
O Zindagi Ki Ye Saari Padhaaiyaan
Zindagi Ki Ye Saari Padhaaiyaan
Dheere Dheere Padhte Chalo
Badhte Chalo Badhte Chalo
Badhte Chalo Badhte Chalo
Badhte Chalo Badhte Chalo
Badhte Chalo
Badhte Chalo Badhte Chalo
Badhte Chalo Badhte Chalo
Badhte Chalo Badhte Chalo
Badhte Chalo

-----------------------------------
-----------------------------------

Friday, December 5, 2008

Rock On Movie Songs Lyrics



Songs Tittle: Phir Dekhiye

Singers:
Caralisa Monteiro
-----------------------------------
Aankhon Mein Jis Ke Koi To Khwaaab Hai
Khush Tha Wahin Jo Thoda Betaaab Hai

Zindagi Mein Koi Arzooo Kijiye
Phir Dekhiye...

Hoton Pe Jis Ke Koi To Geeet Hai
Woh Haare Bhi To Us Ki Hi Jeeet Hai
Dil Mein Jo.. Geet Hai Gun Guna.. Lijiye
Phir Dekhiye...

Yaadon Mein Jis Ke Kisi Ka Naaam Hai
Sapno Ke Jaise Us Ki Har Shaaam Hai
Koi To.. Aaj Se Apna Dil.. Dijiye
Phir Dekhiye...

Khwab Bhun.. Yeh Zara Geet Sun.. Yeh Zara
Phool Chun.. Yeh Zara...
Phir Dekhiye...
-----------------------------------
-----------------------------------

Songs Tittle: Pichhle Saat Dino Mein Maine Khoya

Singers: Farhan Akhtar
-----------------------------------
Meri Laundry Ka Ek Bill, Ek Aadhi Padi Novel
Ta Ra Ta Ta Ta...Ta Ra Ta Ta Ta...
Ek Ladki Ka Phone Number, Mere Kaam Ka Ek Paper
Ta Ra Ta Ta Ta...Ta Ra Ta Ta Ta...
Mere Taash Se Heart Ka King, Mera Ek Chandi Ka Ring
Pichhle Saat Dino Mein Maine Khoya
Kabhi Khud Pe Hansa Main Aur Kabhi Khud Pe Roya

Ta Ra Ta Ta Ta... Ta Ra Ta Ta Ta...
Ta Ra Ta Ta Ta... Ta Ra Ta Ta Ta...

Present Mili Ek Ghadi, Pyaari Thi Mujhe Badi
Ta Ra Ta Ta Ta ...Ta Ra Ta Ta Ta...
Meri Jeb Ka Ek Packet, Meri Denim Ki Jacket
Ta Ra Ta Ta Ta ...Ta Ra Ta Ta Ta...
Do One-Day Match Ke Passes, Mere Naye Naye Sunglasses
Pichhle Saat Dino Mein Maine Khoya
Kabhi Khud Pe Hansa Main, Aur Kabhi Khud Pe Roya

Kaise Bhuloon Saatva Jo Din Aaya
Kisi Ne Tumse Ek Party Mein Milwaaya
Kaisa Pal Tha Jis Pal Maine Tumko Pehli Baar Dekha Tha..

Hum Jo Mile Pehli Baar Maine Jaana.. Kya Hai Pyaar
Maine Hosh Bhi Khoya Dil Bhi Khoya
Kabhi Khud Pe Hansa Main, Aur Kabhi Khud Pe Roya

Ta Ra Ta Ta Ta ...Ta Ra Ta Ta Ta......
Ta Ra Ta Ta Ta ...Ta Ra Ta Ta Ta...

Maine Pichhle Saat Dino Mein Ye Sab Hai, Khoya
-----------------------------------
-----------------------------------

Songs Tittle: Rock On Zindagi Milegi Na Dobara

Singers: Farhan Akhtar
-----------------------------------
Dil Kya Kehta Hai Mera Kya Main Bataoon
Tum Ye Samjhoge Shayad Main Pagal Hoon

Dil Kya Kehta Hai Mera Kya Main Bataoon
Tum Ye Samjhoge Shayad Main Pagal Hoon
Dil Karta Hai Tv Tower Pe Main Chadd Jaoon
Chilla Chilla Ke Main Ye Sabse Kehdoon
Rock On... Hai Ye Waqt Ka Ishaara
Rock On... Har Lamha Pukaara
Rock On... Yuhin Dekhta Hai Kya Tu
Rock On... Zindagi Millegi Na Dobaara...

Dil Karta Hai Sadkon Par Zor Se Gaoon
Sab Apne Apne Ghar Ki Khidki Kholen
Phir Main Aise Josheelay Geet Sunaoon
Mere Geeton Ko Sunke Sab Ye Bolen
Rock On... Hai Ye Waqt Ka Ishaara
Rock On... Har Lamha Pukaara
Rock On... Yuhin Dekhta Hai Kya Tu
Rock On... Zindagi Millegi Na Dobaara...

Jaise Jeene Ko Dil Chahe Jee Waise Tu..
Meri To Hai Bas Ye Raaye Ki
Apne Jitne Bhi Armaan Hain Poore Karle Tu...

Rock On... Hai Ye Waqt Ka Ishaara
Rock On... Har Lamha Pukaara
Rock On... Yuhin Dekhta Hai Kya Tu
Rock On... Zindagi Millegi Na Dobaara...

Rock On... Hai Ye Waqt Ka Ishaara
Rock On... Har Lamha Pukaara
Rock On... Yuhin Dekhta Hai Kya Tu
Rock On... Zindagi Millegi Na Dobaara...

-----------------------------------
-----------------------------------

Songs Tittle: Sindbad The Sailor

Singers: Farhan Akhtar, Raman Mahadevan
-----------------------------------
Sindbad The Sailor Ek Jahaaz Mein
Jab Chala Mere Yaar Sunlo Sunlo
Doondh Raha Tha Ek Naye Duniya
Ka Pata Mere Yaar Sunlo Sunlo

O O.. Anjaane Raahon Mein Tha.. o o..,
O O.. Lehron Ki Baahon Mein Tha.. o o..
Sab Ne Kaha Tha In Samandaron Mein Jaana Nahin
Mere Yaar Sunlo Sunlo
Khwaabon Ke Peeche Jaake Kuch Bhi Hai Paana Nahin
Mere Yaar Sunlo Sunlo

O O.. Apni Hi Dhun Mein Raha.. o o..,
O O.. Suntata Dil Ka Kahaan o o..
Us Ke The Jo Sapne Wohin Us Ke The Apne,
Aisa Tha Sindbad The Sailor Sailor
Us Ke The Jo Sapne Wohin Us Ke The Apne,
Aisa Tha Sindbad The Sailor Sailor

Us Ka Jahaaz Gira Tufano Mein,
Mere Yaar Sunlo Sunlo
Phir Bhi Na Aayi Aandhi Us Ke Armaano
Mein Mere Yaar Sunlo Sunlo
Woh Deewana Aisa Hi Tha O o.. O O..
Sapno Ka Humrahi Tha O o..
Us Ke The Jo Sapne Wohin Us Ke The Apne,
Aisa Tha Sindbad The Sailor Sailor
Us Ke The Jo Sapne Wohin Us Ke The Apne,
Aisa Tha Sindbad The Sailor Sailor

O O.. Kuch Paane Ki Chaah Mein.. O O..,
O O.. Badta Rahan Raahon Mein O O..
Gehra Samundar Tha Oonchi Oonchi
Lehren Mere Yaar Sunlo Sunlo
Kasthi Acchi Acchi Bhi Mushkil
Se Tehre Mere Yaar Sunlo Sunlo
O O Saahil Pe Gaa Hi Gaya O O..,
Woh Mazil Ko Paa Hi Gaya O O..
Us Ke The Jo Sapne Wohin Us Ke The Apne,
Aisa Tha Sindbad The Sailor Sailor
Us Ke The Jo Sapne Wohin Us Ke The Apne,
Aisa Tha Sindbad The Sailor Sailor

Tum Ho To Gaata Hai Dil,
Tum Nahin To Geet Kahan..
Tum Ho To Hai Sab Haasil,
Tum Nahin To Kya Hai Yahan..
Tum Ho To Hai Sapno Ke
Jaisa Haseen Ek Sama...
Jo Tum Ho To Yeh Lagta Hai
Ke Mil Gayi.. Har Khushi
Jo Tum Na Ho Yeh Lagta Hai
Ke Har Khushi.. Mein Hai Kami
Tumko Hai Maangti Yeh Zindagi....
Ooooooooo..Ooooooo...Ooooooo
-----------------------------------
-----------------------------------

Songs Tittle: Socha Hai Socha Nahin To Socho Abhi

Singers:
Farhan Akhtar
-----------------------------------

Aasma Hai Neela Kyun,
Paani Geela Geela Kyun Gol Kyun Hai Zameen
Silk Mein Hai Narmi Kyun Aag Mein Hai Garmi Kyun,
Do Aur Do Paanch Kyun Nahi
Pedd Ho Gaye Kum Kyun,
Teen Hain Ye Mausam Kyun Chaand Do Kyun Nahi
Duniya Mein Hai Jung Kyun Behta Laal Rang Kyun,
Sarhaden Hain Kyun Har Kahin
Socha Hai... Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai... Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Hai... Socha Nahi To Socho Abhi...

Behti Kyun Hai Har Nadi,
Hoti Kya Hai Roshni Barf Girti Hai Kyun
Dost Kyun Hain Roothte Taare Kyun Hain Toot The,
Baadlon Mein Bijli Hai Kyun
Socha Hai... Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai... Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Nahi To Socho Abhi...

Sannata Sunai Nahin Deta,
Aur Hawayen Dikhayi Nahin Deti
Socha Hai Kya Kabhi, Hota Hai Yeh Kyun............

Aasma Hai Neela Kyun,
Paani Geela Geela Kyun Gol Kyun Hai Zameen
Silk Mein Hai Narmi Kyun Aag Mein Hai Garmi Kyun,
Do Aur Do Paanch Kyun Nahi
Pedd Ho Gaye Kum Kyun,
Teen Hain Ye Mausam Kyun Chaand Do Kyun Nahi
Duniya Mein Hai Jung Kyun Behta Laal Rang Kyun,
Sarhaden Hain Kyun Har Kahin
Socha Hai... Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai... Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Nahi To Socho Abhi...

Socha Hai... Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai... Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Nahi To Socho Abhi...
-----------------------------------
-----------------------------------

Songs Tittle: Yeh Tumhari Meri Baatein

Singers: Dominique Cerejo
-----------------------------------

Yeh Tumhari Meri Baathein,
Hamesha Yuhin... Chalti Rahe..
Yeh Hamari Mulakate,
Hamesha Yuhin... Chalti Rahe..
Beete Yuhin Apne Saare Din Raaat
Baaton Se Nikalti Rahe Nayi Baaat
Phir Wahin Baathein Leke Geet Koi... Hum Likhe..
Jo Dil Ko Haan Sab Ke Dil Ko.. Chu Le..
Baathein Suron Mein Yuhin Pighalti Rahen..
Baathein Geeton Mein Yuhin Dalti Rahen..

Oooo..Na Na Na Na Na Na...Oooo

Geeton Mein Haan Humko..
Khusiyon Se Haan Saja De
Jo Sune Gaaye Woh Hum Se Gaaoon Na

Yeh Tumhari Meri Baathein,
Hamesha Yuhin... Chalti Rahe..
Yeh Hamari Mulakate,
Hamesha Yuhin... Chalti Rahe..
Beete Yuhin Apne Saare Din Raaat
Baaton Se Nikalti Rahe Nayi Baaat
Phir Wahin Baathein Leke Geet Koi... Hum Likhe..
Jo Dil Ko Haan Sab Ke Dil Ko.. Chu Le..
Baathein Suron Mein Yuhin Pighalti Rahen..
Baathein Geeton Mein Yuhin Dalti Rahen..
-----------------------------------
-----------------------------------

Songs Tittle: Zehreelay Zehreelay

Singers: Suraj Jagan
-----------------------------------
One Two Three Four

Ghaas Mein Hai Thinke Jitne
Regte Hain Saamp Uthne
Kya Bataoon Hai Yeh Kitne
Saamp Hi Saamp Hai Yahan Wahan

Jag Mein Saamp Baste Hai..
Sabko Saamp Das The Hai..
Baitte Kundli Maar Ke..
Saamp Phankaare..
Saamp Hai Phankaarte..

Zehreelay Zehreelay..
Kaale Neele Peele..
Pathar Ki Hai Aankhein..
Danth Hai Nukeelay..

Duniya Saampon Ka Ban Hai..
Chehra Sab Ka Jaise Phan Hai..
Baitte Kundli Maar Ke..
Saamp Phankaare..
Saamp Hai Phankaarte..

Zehreelay Zehreelay..
Kaale Neele Peele..
Pathar Ki Hai Aankhein..
Danth Hai Nukeelay..

Jag Mein Saamp Baste Hai..
Sabko Saamp Das The Hai..
Baitte Kundli Maar Ke..
Saamp Phankaare..
Saamp Hai Phankaarte.. OOOO..

Zehreelay Zehreelay..,
Kaale Neele Peele..
Pathar Ki Hai Aankhein..,
Danth Hai Nukeelay..
Zehreelay Zehreelay,
Kaale Neele Peele..
Pathar Ki Hai Aankhein..,
Danth Hai Nukeelay..
-----------------------------------
-----------------------------------